Monday 31 December 2012

Urdu Shayari


Urdu Shayari


Sheikh Sadi


Tumhe bhi ijazat hai

Bohat Nayab hotay han jinhain hum apna Kehty han
Lo tumain B di ijazat K tum anmol ho jao.

Jub Khamosh Aankho Se

Jub Khamosh Aankho Se Baat Hoti Hai
Aise Hi Mohabbat Ki Suruwat Hoti Hai
Tumhare Hi Khayalo Mein Khoye Rehte Hain
Pata Nahi Kab Din Kab Raat Hoti Hai

Jab talak hum they tere qurb ki asaayesh mein

Waqt ke sath anaasar bhi rahe sazish mein,
Jal gaye pairr kabhi dhoop kabhi barish mein,

Woh tou ik saada-o-kam shauq ka talib nikla,
Hum ne naahiq hi ganwaya usey aarayesh mein,

Zindagi ki koi mehroomi nahin yaad ayi,
Jab talak hum they tere qurb ki asaayesh mein,

Aik dunya ka qaseeda tha agarche mere naam,
Lutf aata tha kisi shakhs ki fehmayesh mein,

Us ki ankhen bhi meri tarah se girdi kahin aur,
Khawb ka qarz barh jata hai ik khawish mein…

(PARVEEN SHAKIR) 

Magar woh na samjh larki

~* MEHNDI *~
Baray Masoom Jazbon Se . .
Wo Apnay Shokh Haathon par . .
Wafa ki Surkh Mehndi Se . .
Usi ka Naam Likhti Hai . .
Jisay wo Pyaar karti Hai . .
Magr wo Na Smajh Larki . .Abi Tak Ye Nhi
Samjhi . .
Ke . .
Sapnay Toot Jaayain To . .Bohat Barbaad kartay Hain . .
Ye ujlay Rang Haathon Par . .
Kabhi Thehra Nahi karte . .Mohabbat To Haqeeqat Hai . .
Koi Sapna Nahi
Hota . .
Kisi ka Naam Likhnay Se . .Koi Apna Nhi HoTa.

Tere loat any ki umeeden

Tanha tanha si rat, ”
Aur TANHA TANHA Sa MaiN,”
Afsurda afsurda yaden
Bhega bhega mosam
Sokhey patton ka shor,
Andhery ki sargoshi
Dharkan ki aahat,
tere ehsas ka atot bndhan,
Tere sath gzry pal,
Tere loat any ki umeeden,
Tery rastay pe nazr,
Lamha lamha rat ka dhalna,
pal pal apne aas ka totna,
Dil k zakhmon ka gehra hona,
Phr tanha tanha si rat,
Aur tanha tanha sa main.
No related content found.

Mohobat ko mohobat ka


Mohobat ko mohobat ka ishara yaad rahta hai,

Har pyar ko apna pyar yaad rahta hai,

Do pal jo unki bahon me guzre hon…

Maut tak wo nazara yad rahta hai.

Alif allah chambe di booti (4)

16.
Paatta daaman hoya puraana, kichrak seeve darzi hu.
Haal da mehram koi ne mileya, jo mileya so garzi hu.
Baajh murrabi kise na ladhi, gujjhi ramaz andar di hu
Usey raah val jaaiye baahu, jis theen khalkat ddardi hu.
17.
Panje mehal, panjaan vich chaanan, deeva kit val dhariye hu.
Panje mahar, panje patvaari, haasil kit val bhariye hu.
Panje imaam te panje kibale, sajada kit val kariya hu.
Je sahib sir mange baahu, har giz dhil na kariye hu.
18.
Chaddh channa te kar rushnai, zikr karende taare hu.
Galian de vich phiran nimaane, laalan de vanjaare hu.
Shaala koi na theeye musaafar, kakh jinhaan ton bhaare hu.
Taaddi maar udda na bahu, aape uddan haare hu.
19.
Chaddh channa e kar rushnai, zikar karede tera hu.
Tere jahe chann kayi sae chaddhde, sajana baajh hanera hu.
Jithe chann asaadda chaddada, kadar nahin kuj tera hu.
Jisde kaaran janam guaaiya, yaar mile ik phera hu.
20.
Dil dariya samundaron doonge, kaun dilaan di jaane hu.
Vicche bedde, vicche jhedde, vicche vanj muhaane hu.
Chauda tabak dile de andar, tambu vaangan taane hu.
Joyi dil da mehram hove, soyi rabb pachaane hu.

Meri nafrat aur adawat pighal gai pal mein


Wo menhdi lagay hath dikha k roi

Main kisi or ki hon wo ye bta k roi,

Main Be-Qasoor hoon Qudrat ka faisla hai ye

Lipat k muj se wo bus itna bta k roi

Muj pe aik karb ka toofan ho gya hayel

Jab mery samny khat mery jala kar roi

Meri nafrat aur adawat pighal gai pal mein

Wo Bewafa hai to Q muj ko rula kr royi

Sb shikwy mery 1 pal mein beh gaye

“khizar”

Jheel si Aankhon mein jb Aansu sja kar roi.

Banai Kya KHUDA Ne Sohni Surat MUHAMMAD Ki

Ho Ali Ke Naam Se Toofan Bhi Khauf Khate Hain
Jinhe Yakin Nahi Wo Doob Jate Hain
Farishte Qabr Me Kuch Aur Poochhte Hi Nahi
Zuban Pe Naam-E-Ali Sun Ke Laut Jate Hain

Wo chala aaya khayalon me mehak ki surat

Wo jo ziddi tha bohat main b to khud’sar thehra,
Mas’ala aur bigarrna hi muqaddar thehra.
Main tau saahil tha jo chalta b to kesay chalta?
Wo b maujon ki tarah aaya to pal bhar thehra.
Chaand pagla tha chala aaya jo meri jaanib,
Main to baadal tha humesha se hi be-ghar thehra.
Wo chala aaya khayalon me mehak ki surat,
Rang dena tha usay aur main pathar thehra.
Kuch hm b junooni thay wafa karnay me,
Aur kuch uski jafaon me tawaatar thehra.

Your Lips So Sweet

Your Lips Are So Soft
Your Touch Is So Cool
I Am Lost In Your Arms
My Heart Beat Within You

......
I'm Thinking Of You Every Morning
And Dreaming Of You Every Night
I Love To See You Around
And I'm So Delight In What I Found

......
Never Have I Fallen In Love That Quick
But I Am Strong And I'm Not Weak,
My Heart Is In Your Hands
Let's Us Have A Chance.

......
I Wish We Can Fly In The Sky,
Where The Wind Will Blow Us Away.
I Hold Your Heart In My Hands,
But The Stars Stolen It Away.
I Hold Your Love In My Heart,
And Forever It Will Stay.

......
I Want Touch The Ocean
I Want It So Deep
My Love Is So Strong
And I Want To Keep.

......
My Feelings Are Full Like A River
And Will Never End
My Love Is Destiny,
Your Kindness Is Meant

......
My Love Is Like A Rose
That Will Last Forever
My Love Is The Age Of Reason
And Will Get Better Every Season.

......
Our Love Is Something Special
We Will Always Fight For It
Through The Years
Sharing Laughter And Tears
And As A Lovers Will Be It..

Ghazal - 2

Abhi abhi to pyaar ka computer kiya hai chaaloo
Aab main dil ki hard disk pe aur kitni files daaloo

Apne chehare se ruswaai ka error to hatao
Ai jaaneman apne dil ka password to batao

Woh to hum hain jo aap ki chahat dil main rakhte hain
Warna aap jaise kitney hi softwares bazaar main bikte hain

Roz raat ko aap mere sapne main aate ho
Mere pyar ko mouse bana ke ungaliyon pe nachaate ho

Tere pyar ka email mere dil ko Lubhataa hai
Par beech main tere baap ka virus aataa hai

Aur karvaaoge humse kitnaa intezaar
Hamaare dil ki site pe kabhi enter to maro yaar

Apni insult ka badalaa dekhna main kaise loonga
Jaaneman tere baap ko Shift Delete kar doonga

Aap jaiso ke liye dil ko cut ker diya karte hai
Warna baaki cases main to copy paste kiya karte hai

Aapka hasnaa aap ka chalnaa aap ki woh style
Aapke adaaon ki hamne save hai kar li file

Houses of Dreams


You took my empty dreams
And filled them every one
With tenderness and nobleness,
April and the sun.

The old empty dreams
Where my thoughts would throng
Are far too full of happiness
To even hold a song.

Oh, the empty dreams were dim
And the empty dreams were wide,
They were sweet and shadowy houses
Where my thoughts could hide.

But you took my dreams away
And you made them all come true --
My thoughts have no place now to play,
And nothing now to do.

Eid Ka Din

–==Eid Ka Din–==
Is Eid Per

Wo Mere Saath nahi

Magar Wo

Uski Yadain

Us Ki Batain

Sab Mujhe Yaad Hai

Us ne Mujhe

Yaad Kia Hoga

Phir Mere Khialon Mein

Khooye Huey

Tasawar Ke

Kisi Lamhe Mein

Dheeray Se Kaha Hoga

~~~EiD MuBaRaK~~~!

Wednesday 26 December 2012

Quotes - Woody Allen

Woody Allen
Sex without love is an empty experience, but as empty experiences go, it's a pretty good empty experience.


There are two types of people in this world, good and bad. The good sleep better, but the bad seem to enjoy the waking hours much more.


If you want to make God laugh, tell him your future plans.


Love is the answer - but while you're waiting for the answer, sex raises some pretty good questions.



/x/details.png

Ambrose Bierce

You are not permitted to kill a woman who has wronged you, but nothing forbids you to reflect that she is growing older every minute. You are avenged 1440 times a day.

Diplomacy: The patriotic art of lying for one's country.


Love: A temporary insanity curable by marriage or by removal of the patient from the influences under which he incurred the disorder.


/x/details.png

Albert Einstein

As far as the laws of mathematics refer to reality, they are not certain; and as far as they are certain, they do not refer to reality.


/x/details.png

Nazim Guman


Urdu shayari


Hajar ka Tara


Dil Torne ke Liye Itna He Kafi hai

Mohabaat mein Dil Torne ke Liye Itna He Kafi hai
Faraz..
.
Ap Ka Matluba Number Dosri Line Pr Masruf Hai :)

Adabb ki baat hai warna zara socho tou..

Adabb ki baat hai warna zara socho tou,
Jo shakhs sunta hai, wo bol bhi tou sakta hai…

Itne dher se khawabon mein..


Itne dher se khawabon mein,
Mere khawb sambhaley rakhna,
Dil ka sheher ujaley rakhna,

Itne dher se chehron mein,
Mera chehra dheyaan mein rakhna,
Kuch yadain samaan main rakhna,

Itni dher se baton main,
Pehli baat bhula na dena,
Pehla ishq ganwaa na dena,

Itne dher se raston mein,
Tanhai ka ddar na dena,
Mujh ko tanhaa kar na dena,

Itne dher se naamon main,
Mera naam na khoney dena,
Meri shaam na honey dena..

Alif allah chambe di booti (3)

11.
Baahu baag bahaaraan khidiyaan,nargis naaz sharam da hu.
Dil vich kaaba sahi kitouse, ppakon paak param da hu.
Taalib, talab, tawaaf, talaami, hubb, hazoor, haram da hu.
Geya hajaab theeusey haaji, bakhshash raah karam da hu.
12.
Baghdaad shehar di kiya nishaani, ucchiyaan lammiyaan cheeddaan hu.
Tan man mera purze purze, jyun darzi diyaan leeraan hu.
Leeraan di gal kafani paake, ralsan sang fakiraan hu.
Shehar baghdaad de tukdde mangsaan, karsaan ‘meeraan’,’ meeraan’ hu.
13.
Be-adabaan da saar adab di, gaye adab theen vaanje hu.
Jehadde houn mitti de bhandda, kadi na theevan kaanje hu.
Jehadde mudd kadeem de khedde, kade na hounde raanjhe hu.
Jaen hazoor na mangeya bahu, doheen jahaane vaanje hu.
14.
Paddh paddh ilm hazaar kitaabaan, aalim hoye bhaare hu,
Haraf ik ishak da paddh na jaanan, bhulle firan vichaare hu.
Ik nigaah je aashik vekhe, lakh hazaaraan tare hu,
Lakh nigaah je aalim vekhe, kise na kadhi chaahadhe hu.
Ishak akal vich manzal bhaari, saehaan kohaan de paadde hu,
Jinhaan ishak khareed na keeta, doheen jahaani mare hu.
15.
Pir mile te peed na jaave, na os pir ki dharna hu.
Murshid mileyaan rushad na mann nu, o murshid ki karna hu.
Jis haadi theen naheen hadaayat, o haadi ki faddna hu.
Sir dittiyaan hakk haasil hove, mautoun mool na ddarna hu.

Roz gunaah karta hu’n, woh chupata hai..

Roz gunaah karta hu’n, woh chupata hai Apni Rehmat se,
Mein majboor apni Aadat se, woh mash’hoor Apni Rehmat se…

Dhoka mila jab pyar main..

Dhoka mila jab pyar main,
Zindagi mein udaasi chaa gayi,

Socha tha chorr dain is raah ko,
Kambhakht mohalley mein dusri agayi.. :D

Devanagari Script

gilah hai shauq ko dil meñ bhī tangī-e jā kā
guhar meñ maḥv hua iẓtiraab daryā kā

yih jāntā hūñ kih tū aur pāsuḳh-e maktūb
magar sitam-zadah hūñ żauq-e ḳhāmah-farsā kā

ḥinā-e pā-e ḳhizāñ hai bahār agar hai yihī
davām kulfat-e ḳhāt̤ir hai ʿaish dunyā kā

ġham-e firāq meñ taklīf-e sair-e gul nah do
mujhe dimāġh nahīñ ḳhandah'hā-e be-jā kā

hanūz maḥramī-e ḥusn ko tarastā hūñ
kare hai har bun-e mū kām chashm-e bīnā kā

dil us ko pahle hī nāz-o-adā se de baiṭhe
hameñ dimāġh kahāñ ḥusn ke taqāẓā kā

nah kah kih giryah bah miqdār-e ḥasrat-e dil hai
mirī nigāh meñ hai jamʿa-o-ḳharch daryā kā

falak ko dekh ke kartā hūñ us ko yād asad
jafā meñ us kī hai andāz kār-farmā kā

Rishtaa torr ke janey waley..

Rishtaa tore ke janey waley,
Mujh ko chorr ke janey waley,
Ab ki Eid pe,

Mujh ko jitney card miley hain,
Un cardon mein sab se pyara,
Sab se acha,

Pehla card tumhara hai,
Mujh ko chorr ke janey waley,
Zara kaho to,

Yeh kiss aur ishaara hai ???

Hamd


Only One Mother

Hundreds of stars in the pretty sky,
Hundreds of shells on the shore together,
Hundreds of birds that go singing by,
Hundreds of lambs in the sunny weather.
Hundreds of dewdrops to greet the dawn,
Hundreds of bees in the purple clover,
Hundreds of butterflies on the lawn,
But only one mother the world wide over.

Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo

Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo
Jo raaz na rakh paye hamraaz badal dalo

Tum ne b suni ho gi bari aam kahawat hy
Anjam ka jo ho khatra aghaz badal dalo

Pur-soz dilon ko jo muskan na de paye
Sur hi na mile jis mai wo saaz badal dalo

Dushman k iradon ko hy zahir agar karna
Tum khel wohi khelo andaz badal dalo

Ay dost karo himat kuch door sawera hy
Agar chahte ho manzil tu parwaaz badal dalo….

Aisa Nahi Ke Ham Ko Mohabbat Nahi Mili

Aisa Nahi Ke Ham Ko Mohabbat Nahi Mili
Tumhain Chahtay Thay, Per Teri Ulfat Nahi Mili

Milnay Ko Zindagi Mein Tou Kayi Hamsafar Milay
Per Un Ki Tabiyat Se Tabiyat Nahi Mili

Chehron Mein Dosron Ke Tujhe Dhoondtay Rahay
Soorat Nahi Mili Kaheen Seerat Nahi Mili

Bohat Dair Se Aaya TU Mere Paas
Alfaaz Dhoondnay Ki Bhi Mohlat Nahi Mili

Tujh Ko Gila Hai Ke Tawajja Na Di Tujhe
Laikin Ham Ko Tou Khud Apni Mohabbat Nahi Mili

Ham Ko Tou Teri Har Aadat Achi Lagi “Faraz”
Afsos Ke Tujh Se Meri Aadat Nahi Mili


Tuesday 25 December 2012

Pathan Ne Kafan Ki Shop Kholi

Pathan Ne Kafan Ki Shop Kholi to Logo Ne Use Bohat Mara.
Kyun?
Kyun ke,
Us Ne Shop Per Likha Hua Tha…
.
Bara Kafan Lene Per Bachay Ka Kafan FREE.

Jism se khoon nichorr leta hai..

Jism se khoon nichorr leta hai,
Ishq jab hijar ourrh leta hai …

Mohabbat main karne laga hoon

Mohabbat main karne laga hoon,
Uljhano me jeene laga hoon,
Diwana to main tha nahi lekin,
Tera dewana ban-ne laga hoon
Pyaar ka safar karne chla hoon,
Dil ki duniya basane chla hoon,
Maine khwaab abh tak na dekhe the,
Tujhe dekh ke khwaabon me jeene laga hoon.

Kabhi bikharta ja raha hoon,
To Kabhi sawarta ja raha hoon,
Qatal to mujhe hona nahi tha lekin,
Teri nigahoon se hue ja raha hoon.

Unse dil lagaye baitha hoon,
Unhe apna banaye baitha hoon,
Bas darr raha hoon yehi soch-soch ke,
Aaj unse izhar karne ja raha hoon.

Alif allah chambe di booti (2)

6.
Eh tan mera chashma hove, murshad dekh na rajjaan hu,
Luun luun de mudd lakh lakh chashma, ik kholaan ik kajjaan hu.
Itniyaan ditthiyaan sabar na aave, hor kitey val bhhajaan hu
Murshad da deedaar hai baahu, lakh karoddaan hajjaan hu.
7.
Eh tan rabb sachhe da hujara, vich pa fakira chhaati hu.
Na kar minnat khawaaj khizar di, taen andar aab hayaati hu.
Shauk da deeva baal anhere, mat labhi vasat khaddaati hu.
Maran theen agge mar rahe, jinhaan hakk di ramaz pachhaati hu.
8.
Eh tan sacche rabb da hujara, khiddiyaan baagh bahaaraan hu.
Viche koonjhe, viche massaley, sajade diyaan hazaaraan hu.
Viche kaaba viche kibala, ilallaa pukaaraan hu.
Kaamil murshad mileya baahu, aape laisi saaraan hu.
9.
Andar hu te baahar hu, vatt baahu kiht labheeve hu.
Sae giyaazat katt karaahaan, khoon jigar da peeve hu.
Lakh hazaar kitaabaan paddh ke, daanishmand sadeeve hu.
Naam fakir tahenda baahu, kabar jahendi jeeve hu.
10.
Alif allah chambe di booti, mere man vich murshad laanda hu.
Jis gal utey sohna raazi hove, oho gal sikhaanda hu.
Har dum yaad rakhin har vele, sohna utthda behnda hu.
Aape samajh samjhaanda bahu, oh aape aap ho jaanda hu.

Aapki Yaad Ka Andaz

Aap Door Ho Magar Ye Ahsaas Hota Hai,
Koi Hai Jo Harpal Dil Ke Paas Hota Hai,
Yaad To Sabki Aati Hai Magar,
Aapki Yaad Ka Andaz Kuch Khas Hota Hai…

Karbala Nasib Se Jana Nasib Ho

Karbala Nasib Se Jana Nasib Ho
Pher Laut Kar Wahan Sa Na Ana Nasib Ho
Aisa DAR-E-HUSSAIN A.S Pe Sajda Ho Akhri
K Mujha Apna Sir Na Uthana Nasib Ho

Ghazal Shayari Wah Dost Kya Gazal

Kagaz pe hamne Apni Biti zindgi likh dali,
Aankho se nikaal ke har khusi likh dali,
Dard ko jab utara Humne lafzo me,
To logo ne kaha wah dost Kya Gazal Likh dali…

The Greatest Artist

God is the greatest artist
To whom no one can compare,
Streaking sunsets very beautiful,
Painting rainbows in the air.

Brushing green the hillside scene,
Blotting blue the sky above,
Splashing flowers 'cross the ground beneath,
Shading white clouds with His glove.

Of the wonders God has made
There is none that is so fair
As the smile He paints upon your face
When you realize He's there.

Boy Girl Juyein Joke


Girl – jante ho tum ladke kyon bal katbate ho?
Boy – batao?
Girl – taki  badtmiji karne par koi ladki bal pakad kar n mare
Boy – janti ho tum ladkiyon ke bal kyon bade hote hain?
Girl – its natural!
Boy – nhi, balki eshliye taki Juyein ushme jhula jhul shake… :D

Eid Mubarak Ho Aap Ko

Chand Taray Salam Kartay Hain
Hur O Mulk Salam Kartay Hain
Hajion Ki Dua Ho Tum Pa
Harmain Walay Salam Kartay Hain
Yeh Paigham La Pata Hai Jab Tak
Walidain Salam Kartai Hain

Monday 24 December 2012


Quotation

Beware of false knowledge; it is more dangerous than ignorance.

Kash Main Tere Hasin Hath Ka Kangan Hota


kash main tere hasin hath ka kangan hota

tu bare pyar se bare chao se bare arman k sath
apni nazuk si kalai mein charhati mujh ko
aur betabi se furqat k khizan lamhon mein
tu kisi soch mein dubi jo ghumati mujh ko
main tere hath ki khushbu se mahak sa jata
jab kabhi mud mein a kar mujhe chuma karti
tere honthon ki shiddat se main dahak sa jata

rat ko jab bhi tu nindon k safar par jati
marmari hath ka ik takya banaya karti
main tere kan se lag kar kai baten karta
teri zulfon ko tere gal ko chuma karta
jab bhi tu band qaba kholne lagti janan
apni ankhon ko tere husn se khera karta
mujh ko betab sa rakhta teri chahat ka nasha
main teri ruh k gulshan mein mahakta rahta
main tere jism k angan mein khanakta rahta
kuch nahin to yahi benam sa bandhan hota

kash main tere hasin hath ka kangan hota

Talaash Karo

Talaash Karo koi tumhe mil jayega,
Magar hamari tarha tumhe kaun chahega,
Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega,
Magar ankhein hamari kahan se layega..!!

Mere Bachpan Ke Din

Mere Bachpan Ke Din Bhi Kia Khob The.
“;Iqbal;”

Be-Namazi b tha, Aur Be-Gunah bhi……!!
happy Iqbal day….!

Girl demanded for ice cream

'Girl demanded for icecream.
Boy purchased it..
Girl: thank u...
.
Boy:sirf thank u
.
Girl:U want kiss na?
.
?
Boy: Arre romance ki bhuki.. Aadhi
icecream d'

Poochha Na Zindagii mein

Poochha Na Zindagii mein Kisi ne Bhi Dil ka haal…
Ab Shahar Bhar mein Zikrr.. Meri Khudkushi ka Haii

Kitni Mohabat hai Aapse

Aayine Par Bhi Parda Kar Ke Dekha,
Khud Ko Bhi Humne Tanha Kar Ke Dekha,
Pata Chal Gya Hume, Kitni Mohabat hai Aapse
Jab Teri Yaad Ko Dil Se Juda Karke Dekha.

Alif allah chambe di booti 1

1.
Alif allah chambe di booti, murshad man vich laai hu.
Nafi asbaat da paani mileyo, har ragge har jaai hu.
Andar buti mushk machaiya, jaan phulaan te ayi hu.
Jeeve murshad kaamil bahu, jaen eh booti laayi hu.
2.
Allah paddheyoun haafiz hoiyoun, na geya hijaaboun parda hu,
Paddh paddh aalim faazil hoiyoun, taalib hoiyoun zar da hu.
Lakh hazaar kitaabaan paddhiyaan, zaalim nafas na marda hu,
Baajh fakeeraan koi na maare, eho chor andar da hu.
3.
Eh duniya zan hauz paleeti, keti mal mal dhounde hu.
Duniya kaaran aalim faazil, goushaen bahi bahi rounde hu.
Duniya kaaran lok vichaare, ik pal sukh na saunde hu.
Jinhaan chhaddi duniya baahu, kandhi chaddh khalounde hu.
4.
Andar hu te baahar vi hu, har dam naal chalenda hu.
Hu da daag muhabbat vaala, har dam peya saddenda hu.
Jithe hu kare rushnaai, chhodd andhera vendha hu.
Men kurbaan tinhaan ton baahu, jo hu sahi karenda hu.
5.
Imaan salaamat har koi mange, ishk salamat koi hu.
Mangan imaan, sharmaavan ishkon, dil nu gairat hoi hu.
Jis manzal nu ishk pahunchaave imaan khabar na koi hu,
Ishk salaamat rakhin bahu, diyaan imaan dharoi hu.

Gulab ki mehak bhi fiki lagti hai,
Kaun si khushbu mujme basa gayi ho tum,
Zindgi hai kya teri chehat ke siva,
Yeh keisa khawb aankho ko dikha gayi ho tum.

Aaj kar lay jitney kar sakta hy Sajdy

Aaj kar lay jitney kar sakta hy Sajdy…
(Ay Insan)
Main ne burhapy main aksar logon ko bin Sajdy Namaz parhety dekha hy…

Juma Mubarak ho..

Bicharney Ka Ishara Karkey

Baaton Baaton Mian Bicharney Ka Ishara Karkey
Khud Bhi Roya Woh Buhat Ham Se Kinara Karkey

Sochta Rehta Hoon Tanhai Main Anjam-E-Khuloos
Phir Usi Jurm-E-Mohabbat Ko Dobara Karkey

Jagmaga Di Hain Terey Shehrer Ki Galiyan Main Ne
Apney Askhon Ko Palkon Pe Sitara Karkey

Dekh Letey Hain Chalo Hosla Apne Dil Ka
Aur Kuch Roz Tere Saath Guzara Karkey

Aik Hi Sheher Main Rehna Hai Magar Milna Nahi
Dekhtey Hain Yeh Aziyat Bhi Gawara Karkey

Kaash


What Happened to us I cannot comprehend

What Happened to us I cannot comprehend

Mourning at your loss we were stunned

Lovely smiling figure thought of u as piece of art

How can u go away despite being active and smart?

Today everyone mourns at your tragic departure

This event shook us up in form of big disaster

I cannot buy the words that can explain you

Words of this kind are too expensive when it comes to you

Even this day your solitary figure flashes across my mind

So charming u were, the very one of your own kind

Mists in my eyes blur every image of you

U were indeed lovable MAY GOD BLESS YOU.

Dear Father! ! !


A person, honest,
loving and kind
Save you dear Father
is hard to find;
without your love
there is no way
this life is like
a tragic play.
I pass my time
with no interest,
this world is but
a place of distrust.
No sugar there is,
no salt, no taste,
things are just
an utter waste.
Carefree was I
in your life,
never knew
the pain and strife.
memories are
my only treasure,
in which i seek
my only pleasure.
After you
i lost my Mom
now house looks
like a dismal dome.
May your Home
be really bright
with brilliant,
blissful, heavenly light.
(Amen)

I Know Why The Caged Bird Sings


The free bird leaps
on the back of the wind
and floats downstream
till the current ends
and dips his wings
in the orange sun rays
and dares to claim the sky.

But a bird that stalks
down his narrow cage
can seldom see through
his bars of rage
his wings are clipped and
his feet are tied
so he opens his throat to sing.

The caged bird sings
with fearful trill
of the things unknown
but longed for still
and is tune is heard
on the distant hillfor the caged bird
sings of freedom

The free bird thinks of another breeze
an the trade winds soft through the sighing trees
and the fat worms waiting on a dawn-bright lawn
and he names the sky his own.

But a caged bird stands on the grave of dreams
his shadow shouts on a nightmare scream
his wings are clipped and his feet are tied
so he opens his throat to sing

The caged bird sings
with a fearful trill
of things unknown
but longed for still
and his tune is heard
on the distant hill
for the caged bird
sings of freedom.

Sunday 23 December 2012

Sabhi Nagme | Valentine Day Shayari

Sabhi nagme saaz mein gaye nahi jaate,
sabhi log mehfil mein bulaaye nahi jaate,
kuch paas reh kar bhi yaad nahi aate,
kuch dur reh kar bhi bhoolaye nahi jaate…

Kuch Samajh Aata Nahi

Kuch Samajh Aata Nahi Jaun To Aakhir Mai Kahan

Ek Taraf Nanhi Si Jaan Hai Ek Taraf Sara Jahan.
Lut-Ta Sa Lagta Hai Dariya Mein Apna Karwan;
Ek Taraf Tufan Ki Aamad Ek Taraf Mera Rawan.

Eid Eid Karte Kiun Karte Ho

Arz Kia Hai?
Zara Ghor Farmaiiye

Arz Kia Hai
Eid Eid Karte Kiun Karte Ho
Eid Bhi Aajayegi

Kia?
Eid Eid Karte Kiun Ho
Eid Bhi Aajayegi

Ramzan Ke Pure Rozay Rakho
Aqal Thikane Aajayegi

Aa Mil Yaar, Saar Le Meri (BaBa Bully Shah)

Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne gheri.

Andar khvaab vichoda hoya, khabar na paindi teri.
Sunni ban vich lutti saiyaan, chor shaang ne gheri.

Mullah qazi saahnu raah bataavan, dein dharam de pheri.
Eh taan thug ne jagg de jheevar, laavan jaal chuferi.

Karam sharaan de dharam bataavan, sangal paavan pairi,
Zaat mazhab eh ishk na puchhda, ishk shara da vairi.

Nadiyon paar mulak sajan da, lobh lehar ne gheri,
Satgur beddi phaddi khalote, taen kyun layi a deri.

Bulla shah shauh tennu milsi, dil nu deh dileri,
Preetam paas te tolna kisnu, bhulliyon sikhar dupehri.

Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne gheri.

Ye Rehmat, Ye Inayat Teri Qudrat Ki

Ye rehmat, ye inayat teri qudrat ki pehchan hai.

To ne hi banaya ek matti k putlay ko insan hai.

Hum gunahgar hain, khatakar hain,

Per phir bi mere moula to hm py meherban hai.

Ye dunya jisy hm apna smjh bethy,

Ye to faqt chand dinu ka imtehan hai.

Karo us jahan ki tyari, k jis ka QURAN main farman hai.

Na ho mayos un gunaho k lye jo beet gye.

Zara dil sy touba tou krO

Mera ALLAH tou bara REHMAN hai…

Apni Dharkano Se Kuch

Apni Dharkano Se Kuch Aisy Mera Naam Lo ,
Ye Waqt Ruk Jaye Is Lamhy Ko Thaam Lo ,

Teri Aankhon Mai Jhalak Ho Aesi Mere Pyar Ki,
Saahil Pe Jesay Dhalti Haseen Shaam Ho ,

Lafzon Se Hota Nhi Izhaar Hum Se Pyar Ka,
Bs Meri Aankhon Mai Dekh Kr Khud Ko Pehchaan Lo ,

Jesy Tarasta Hai Sehra Shabnam K Choonay Ko ,
Kabhi Waisey RAB Se Tum Bhi Mujhey Maang Lo

Seasons In The Sun

Goodbye to you, my trusted friend.
We’ve known each other since we’re nine or ten.
Together we climbed hills or trees.
Learned of love and ABC’s,
skinned our hearts and skinned our knees.
Goodbye my friend, it’s hard to die,
when all the birds are singing in the sky,
Now that the spring is in the air.
Pretty girls are everywhere.
When you see them I’ll be there.
We had joy, we had fun, we had seasons in the sun.
But the hills that we climbed
were just seasons out of time.
Goodbye, Papa, please pray for me,
I was the black sheep of the family.
You tried to teach me right from wrong.
Too much wine and too much song,
wonder how I get along.
Goodbye, Papa, it’s hard to die
when all the birds are singing in the sky,
Now that the spring is in the air.
Little children everywhere.
When you see them I’ll be there.
We had joy, we had fun, we had seasons in the sun.
But the wine and the song,
like the seasons, all have gone.
Goodbye, Michelle, my little one.
You gave me love and helped me find the sun.
And every time that I was down
you would always come around
and get my feet back on the ground.
Goodbye, Michelle, it’s hard to die
when all the bird are singing in the sky,
Now that the spring is in the air.
With the flowers ev’rywhere.
I wish that we could both be there.
We had joy, we had fun, we had seasons in the sun.
But the stars we could reach
were just starfishs on the beach

Muhabbat ki Barsat

Aye Jaan,,
Aaz Humari Ek Khawahish Poori Kar Dijiye,
Apne Dil Ko Mere Dil Ko Ek Kar Dijiye,
Bagair Aapke Ab Na Hum Jee Paayeinge,,,
Apni Mohabat Ki Mujh Par Barsat Kar Dijiye.

Hansna nahi aata mujhe

Hansna nahi aata mujhe ye baat nahi hai
Shaid tumhain andaza-e halaat nahi hai

Ye kaise kahun, un sey main waqif hi nahi hon
Haan, dur sey dekha hay, mulaqaat nahi hai

Shikweay tau unhain mujh sey hamesha hi rahey hain
Merey leye ye koi nai baat nahi hai..

Be-noor ujaalon ko seher kaise samajh loon
Tum laakh kahe jaao k ab raat nahi hai..

“Iqbal” bura kehtey ho tum dil shikni ko
Is daur main ye baat koi baat nahi hai..

Tere husn ki be adbi hogi

Zakhm The Gehre Aur Naa Aaya Mujhe Unhe Seena

Uske Zakhmo K Bin Zindegi Kya Jeena

Agar Lafzo Me Teri Tarif Karunga Toh Tere Husn Ki Be adbi Hogi

Bas Tu Yeh Jaanle Chand Bhi Adhura Hai Tere BIna

Saturday 22 December 2012

Mujhe Paa kar Shayad Tumhe

Mujhe Paa kar Shayad Tumhe Kuch Ehsaas Na Ho, “Lekin”
Ek
“Din
Mujhe Khone Ka Gham Tumhe Bohat Tarpaaye ga..

Dil teri diwangi me kho gya h

Dil teri diwangi me kho gya h
Ho gya h ishq is kadar tumse ho gya h
Tum mile to ye khudai mill gai
Hr khushi jo thi vo mjhe mill gai
Mehrba mujhpe mera rab ho gya h
Dil teri diwangi mai is kadar kho gya h…….!!! ♥

Us ko bhi bachaana hai khud ko bhi bachana hai..

Us ko bhi bachaana hai khud ko bhi bachana hai,
Ik simt hai zaat apni ik simt zamana hai,
Hum se na koi uljhey hum log hain deewaney,
Aandhi se humain zid hai ik deep jalana hai,
Hum dono ko baanta hai daryaa ke kinaron ne,
Iss simt bhi rehna hai us paar bhi jaana hai,
Yeh ishq to fitrat hai kese ho judaa mujhse,
Yeh rog hai matti ka aur sadiyon purana hai,
Basti hi chupa li phir us shakhs ne hathon mein,
Itna jo kaha mene ik sheher basaana hai,
Ik aankh hai sehraa to ik aankh samahdar hai,
Kya janiye is dil main kis kis ko samaana hai,
Kehne ko bohat kuch hai aye Saad magar hum ne,
Ik vaada nibhaana hai ik dard chupaana hai..

Hai aap ke honton pe jo muskaan wagera..

Hai aap ke honton pe jo muskaan wagera,
Qurbaan gaye is pe dil-o-jaan wagera,

Billi to yunhi muft main badnaam huyi,
Thailay mein to kuch aur tha samaan wagera,

Be’hirss o gharzz farzz adaa ki jiye apna,
Jis tarah police karti hai chalaan wagera,

Ab hosh nahin koi ke badaam kahan hai,
Ab apni hatheli pe hain dandaan* wagera,

Har shirt ki bushratt bana dali hai Anwar,
Yun chaak kiya hum ne garebaan* wagera..

(dandaan;artificial teeth)(garebaan;collars)