Jab Neend Se Ankhain Bojhal Ho
Aur Apne Aankh Se Ojhal Ho
Phir Neend Bhala Kab Aati Hai
Jab Dil Mein Basnay Waalay Bhi
Aur Saath Mein Hasnay Walay Bhi
Door Khahin Wo Bastay Hoon
Kisi Aur Ke Sath Wo Hanstay Hoon
Phir Neend Bhala Kab Aati Hai
Jab Gham Ki Raat Andhairi Ho
Aur Us Mein Yaad Bhi Teri Ho
Na Dil Mein Koi Ujaala Ho
Phir Neend Bhala Kab Aati Hai
Phir Neend Bhala Kab Aati Hai
Aur Apne Aankh Se Ojhal Ho
Phir Neend Bhala Kab Aati Hai
Jab Dil Mein Basnay Waalay Bhi
Aur Saath Mein Hasnay Walay Bhi
Door Khahin Wo Bastay Hoon
Kisi Aur Ke Sath Wo Hanstay Hoon
Phir Neend Bhala Kab Aati Hai
Jab Gham Ki Raat Andhairi Ho
Aur Us Mein Yaad Bhi Teri Ho
Na Dil Mein Koi Ujaala Ho
Phir Neend Bhala Kab Aati Hai
Phir Neend Bhala Kab Aati Hai
gr8 poetry :)
ReplyDelete