Thursday 17 January 2013

Main us ghar ko kiun sajaon

maiN us ghar ko kiun sajaon jo kal kisi or ka ho jana hai,
Sajaun to us ghar ko jahan se kabi wapis nhi ana hai
>> Main is jisam ko kiun sawaron
jise mitti me mil jana hay,
Sawaron to us
-ROOH- ko jise apne khaliq e haqeeqi k pas jana hai
>> Mai apne ap ko apne kapro sy kiun zahir karun
Mujhe to sirf aik kafan me wapis jana hy…!!

No comments:

Post a Comment