Thursday 17 January 2013

Main barish k bina hi bgeeg jaya karta tha

Wo pyar ka sabot dikhaya karta tha.
Ansu baha kr humein manaya krta tha.

Ye zindagi sirf ap se wabasta hai.
Aksar ye bat humein bataya karta tha.

Uski baton mein kuch aisa asar tha,
main barish k bina hi bgeeg jaya karta tha.

Sone ki fursat kise thi.
Wo hame sari rat jagaya karta tha,

Becheni jab had se bhar jati thi.
Wo jee bhar k gale lagaya karta tha.

No comments:

Post a Comment