Friday 11 January 2013

Janta Tha Mujh ko Behlane k Andaz














“”"Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay,
“Jab Chaha Yaad Kiya
Jab Chaha Bhula Diya,
“Janta Tha Woh Muj Ko Behlany K Har Andaaz,
“Jab Chaha Hansa Diya
‘Jab Chaha Rula Diya,,
“Dil Bhi Us Ka Tha Pyar Bhi Us Ka Tha,,,
“Jab Chaha Mera Naam Likha
Jab Chaha Mita Diya…

No comments:

Post a Comment