Harf-e-Ranjish pe koi Baat B ho Sakti hai,
Ain Mumkin hai Mulaqaat B ho Sakti hai.
Zindagi Phool hai Khushbu hai magar Yad rehay,
Zindagi Gardash-e- Halat B ho Sakti Hai.
Hum Ne Ye Soch k Rakha Tha Qadam Gulshan Mein,
Lala.o.Gul Mein Teri Zaat B Ho Sakti Hai.
Cha’al Chaltey Huey Shatranj Ki Baazi k Asool,
Bhool Jao Gay To Phir Maat B Ho Sakti Hai.
Aik to Chath k Bina Ghar Hai Hamara
Us Pe Ye Khouf k Barsaat B Ho Sakti Hai..

No comments:
Post a Comment