Eid per to galay milay hotay
Shikway hotay na kuch gilay hotay!
Mil ke tum se agar bicharna tha
Kaash! tum se na hum milay hote!
Pochata kon husn waalon ko
Ye garebaan agar silay hote.
Zindagi me meray na aaee bahar
Warna kuch phool toe khilay hote!
Eid per hee hamein lagate galay
Kum diloan ke yoon fasilay hote.
Hum na hote toe farq kia parta?
Wohi dunya ke silsilay hote!
Shikway hotay na kuch gilay hotay!
Mil ke tum se agar bicharna tha
Kaash! tum se na hum milay hote!
Pochata kon husn waalon ko
Ye garebaan agar silay hote.
Zindagi me meray na aaee bahar
Warna kuch phool toe khilay hote!
Eid per hee hamein lagate galay
Kum diloan ke yoon fasilay hote.
Hum na hote toe farq kia parta?
Wohi dunya ke silsilay hote!
No comments:
Post a Comment